Kaleje Mein Jo Lag Jaati, To Kya Hota?
Kaleje Mein Jo Lag Jaati, To Kya Hota?
Bina Dushman, Akela Reh Gaya Hota
Bina Dushman, Akela Reh Gaya Hota
Tujhe Tanhaayi Khaa Jaati
Tu Pagal Ho Gaya Hota
Tujhe Tanhaayi Kha Jaati
Tu Pagal Ho Gaya Hota
Bina Dushman, Akela Reh Gaya Hota
Bina Dushman, Akela Reh Gaya Hota
 
Aai Aai Re..
Aai Aai Re..
Aai Aai Re..
Akela Reh Gaya Hota
Akela Kya Karega Koi Sarhad Ka..
Bina Dushman Na Matlab Ka, Na Maqsad Ka
Akela Kya Karega Koi Sarhad Ka..
Bina Dushman Na Matlab Ka, Na Maqsad Ka
Lakeerein Kheench Kar
Tanha Kabaddi Khelta Hota
 
Kaleje Mein Jo Lag Jaati, To Kya Hota?
Bina Dushman, Akela Reh Gaya Hota
Kaleje Mein Jo Lag Jaati, To Kya Hota?
Bina Dushman, Akela Reh Gaya Hota