Janam janam
Tu hi mere paas maa
Janam janam
Ho tu hi zameen aasmaan
Janam janam
Tu hi mere paas maa
Janam janam
Ho tu hi zameen aasmaan
Yeh hai khabar dil mein kahin
Rab rahta hai magar..
Mere dil mein rahti
Bholi bhali meri maan
Mere dil mein rahti
Bholi bhali meri maa
 
Pagli hai duniya
Rab ko manane
Mandir mazaron
Tak jati hai
Ghar mein hi mere
Hota hai teerath
Mujhko nazar jab
Maan aati hai
Mujhko nazar jab
Maan aati hai
Janam janam
Tu meri ardaas maa
Janam janam
Tu mera ehsaas maa
 
Sach ka pata dil mein hi hai
Par mujhko yeh pata
Mere dil mein rahti
Bholi bhali meri maa
Mere dil mein rahti
Bholi bhali meri maa
Bachpan se ab tak
Maan se kya seekha
Main yeh jahan ko batlaaunga..
Jab naaz hoga tumko bhi mujhpe
Woh din yakeenan
Main laaunga
 
Woh din yakeenan
Main laaoonga
Janam janam
Tera vishwas maa
Janam janam
Rahun main tere paas maa
In khwahishon in koshishon
Se pahle to magar
Mere dil mein rahti
Bholi bhali meri maa
Mere dil mein rahti
Bholi bhali meri maan