This is a Rishi Rich refix
Rishi Rich!
Juggy D!
You got Raftaar!
 
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
 
Tu mera
Tu mera
Tu mera
Teri jaane saara Hindustan
Tu mera main teri
Jaane saara Hindustan
 
Dekh banda hoon main bhola bhala
Milke khelein jija saala
Behen ko teri yeh man pasand hai
Mat lagana taala
 
Mujhe teri sister se hai pyar
Main soch khrab ni rakhta yaar
Mere ghar-baar ki izzat yahan se lekar
Saat samundar paar
 
Main tere liye dishes banaaunga
Yeh toh kya toh main bridges banaaunga
Teri sis mujhe kare bada miss bro
Usko main missus banaaunga
Haha..
 
Your jija is litle bit famous baby!
Nazron se na tol mujhe
Dil se kaam le
Tu jiski woh tere bin kyun
Kisi ka naam le
 
Choti si ikk baat bani
Baat se daastaan
O bhool ke sab baate hanste hain
Wohi pyaar ki shaan
Jaanu meri jaan
Main tere qurbaan
 
Aye main tera tu meri
Jaane saara Hindustan
Tu mera main teri
Jaane saara Hindustan
Jaanu