Uske banaye har haseen
Chehre se ishq karna hai
Aakhir marne ke baad
Usko muh bhi toh dikhana hai
Teri aankhon ka qaidi hoon
Mohabbat kaam hai mera
Hoon aashiq yeh khata meri
Ki javed naam hai mera
Teri aankhon ka qaidi hoon
Mohabbat kaam hai mera
Hoon aashiq yeh khata meri
 
Ki javed naam hai mera
Arrey tu hosh mein aaja
Ki jo bhi naam hai tera
Nahin maaloom hai tujhko
Ki kya anjaam hai tera
Tu yeh bhi bhool jayega
Ki javed naam hai tera
Arey aake aazmale humein
Haan aake aazmale humein
 
Ho jayegi aashiq tu
Humse pyar kar le tu
Humse pyaar kale tu
Humse pyar… Humse pyaar
Giraftaar karle tu
Humse pyar karle tu
Humse pyaar kar le tu
Humse pyaar… Humse pyar
Giraftaar kar le tu
Humse pyar kar le tu
 
Humse pyar karle tu
Nasha karta hoon aankhon se
Haseeno ka nashedi hoon
Bina chhuey bhi peeta hoon
Main thodi cheez tedhi hoon
Meri nazron ke qaidi ki
Zamanat bhi nahi hoti
Jo dil hum tod dein unki
Marammat bhi nahin hoti
 
Gunaahon ka ye mausam hai
Hai besharmi ki rut aayi
Sharafat dheere se boli
Lo hoke main bhi dhut aayee
Aake aazmale humein
Ho jayegi aashiq tu
Humse
Oh humse
Oh humse pyar kar le tu
Giraftaar kar le tu