Wo o wo o o o
Maine chhaani ishq ki gali
Bas teri aahatein mili
Maine chaaha chaahun na tujhe
Par meri ek na chali
Ishq mein nigaahon ko milti hai baarishein
Phir bhi kyun kar raha dil teri khwahishein
 
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karun
 
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karun
Wo o wo o o o
 
Laaya kahaan mujhko ye moh tera
Raatein na ab meri na mera savera
Jaan lega meri ye ishq mera
Ishq mein nigaahon ko milti hain baarishein
Phir bhi kyun kar raha dil teri khwahishein
 
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karun
 
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karun
 
Dil toh hai dil ka kya
Gustakh hai ye
Darta nahi paagal
Bebaak hai ye
Hai raqeeb khud ka hi
Ittefaz hai ye
Ishq mein nigaahon ko milti hain baarishein
Phir bhi kyun kar raha dil teri khwahishein
 
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karun
 
Dil meri na sune
Dil ki main na sunu
Dil meri na sune
Dil ka main kya karun