Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah
Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah
 
Ankhein apni jab main band karun
Ankhein apni jab main band karun
Bas tujhe hi dekhta raha
 
Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah
Hasraton ka kya jo nahi mila
Harf ki tarah main jisse padha
Main jisse padha
 
Waqt jaane kab guzar gaya
Darbadar main dhoondta raha
Ankhein apni jab main band karun
Bas tujhe hi dekhta raha
Dard ka pata hi na raha
Gum hua main tujhmein iss tarah