Oh haaye
Do nain sitaare hai chand sa mukhda
Kya kehna uska afreen
Daawat mein jaise ho shahi tukda
Uske jaisi na koi nazneen
 
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban thann ke
Wahi toh meri sweetheart hai
Sharmaaye si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wahi toh meri sweetheart hai
 
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban thann ke
Wahi toh meri sweetheart hai
Sharmaaye si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wahi toh meri sweetheart hai
 
Kaise main kahun shukriya
Uska mujhpe ehsaan hai
Naacheezon ki basti mein wo
Jo banke aayi mehmaan hai
Lagta hai shaadi ghar mein
Uske aane se jaise
Chalke aayi hai khushkismati
 
Saari mehfil ki woh jaan bani hai
Kya kehna uska Afreen
Muflis ke dil ka armaan bani hai
Uske jaisi na koi nazneen
 
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban thann ke
Wahi toh meri sweetheart hai
Sharmaaye si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wahi toh meri sweetheart hai
 
Wah wah ji wah wah
Kya baat hai
Wah wah ji wah wah
Kya baat hai