Aye zulf-e-pareshaan haya tab toh sawar jaa
Aye zulf-e-pareshaan haya tab toh sawar jaa
Din ko toh dua pa gayi raato ko sawar jaa
Gairo ki bani jaati hai baa tab toh sawar ja
 
Diwano ki ho jaaye na matam tab toh sawar ja
Aye zulf-e-pareshaan haya tab toh sawar jaa
Aayine se ab aankh milayi nahi jaati
Kat jaaye par gardan toh jhukayi nahi jaati
Jis dar ne tumhe izzat o taukir ada koi
 
Jis dar ne tumhe khillat o jaagir ada ki
Jis dar ne tumhe ek nayi takdir ada ki
Jis dar ne tumhe azmate tamir ada ki
Kya tum yeh do range jahaan dekh sakoge
Us dar pe firangi ka nishan dekh sakoge