Jannat jannat chilaye dil
Dozakh dozakh dikh laaye dil
Darr rahan hai tutt jaane se
Kar rahan hai khud hi
Khud ke tukde tukde
 
Tu aye dil chaahta hai kya sangh dil
Chaahta hain kya tang dil
Tu aye dil chaahta hai kya sangh dil
Chaahta hain kya tang dil
Jaane na dil na-na na-na…
Jaane na dil na-na na-na…
Na-na-na-naa..
 
Haaye haaye chilaye dil
Saaye saaye dikh laaye dil
Darr rahan hai kaali raaton se
Kar rahan hai chaand ki
Phir kyun tukde tukde
 
Tu aye dil chaahta hai kya sangh dil
Chaahta hain kya tang dil
Jaane na dil na-na na-na…
Jaane na dil na-na na-na…
Na-na-na-naa..
 
Ashq hai ya ishq hai mera
Kyun ankh se tapak raha hai dil
Ko raha hai ya
Khud ko paa liya hai
Kyun yaad chaak kar raha hain dil
Darr rahan hai dariyan hone se
Kar rahan hai khud hi
Khud ke katre katre
 
Tu aye dil chaahta hai kya sangh dil
Chaahta hain kya tang dil
Tu aye dil chaahta hai kya sangh dil
Chaahta hain kya tang dil
Jaane na dil na-na na-na…
Jaane na dil na-na na-na…
Na-na-na-naa..