Sapna re sapna
Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Ankhiyoon ki dibiya
Bhar de re nidiya
Jadu se jadu kar jaa..
Sapna re sapna..
Hai koi apna
 
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Ankhiyoon ki dibiyaa..
Bhar de re nindiyaa..
Jadu se jadu kar jaa na..
Bhoore-bhoore baadalon ke bhalu
Loriyaan sunaayein laa laa raa roo
Bhoore-bhoore baadalon ke bhalu
Loriyaan sunaayein laa laa raa roo
Taaroon ke kanchon se raat bhar khelenge
Sapno mein chanda aur tu..
Sapna re sapna..
 
Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Peele-peele kesri hain gaaon
Geeli-geeli chandani ki chaaon..
Peele-peele kesri hain gaaon
Geeli-geeli chandani ki chaaon..
Bagulo ke jaise re
Doobe hue hain re..
Pani mein sapnon ke paaon
Sapna re sapna..
 
Hai koi apna
Ankhiyon mein aa bhar jaa..
Ankhiyoon ki dibiyaa..
Bhar de re nindiyaa..
Jadu se jadu kar jaa na..
Sapna re sapna..
Ankhiyoon ki dibiyaa..