Tu meri rani, main hoon tera raja
Aaja meri baahon mein aaja
Haan kar de mujhko
Main tere ghar le aaunga band baaja
You been mine, now is yours
Karenge hum enter, of course
 
Pyar ki hogi nayi shuruaat
Phir yaad rakhegi tu ye raat
Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mehal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu mein raja
Rani tu mein raja
 
Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mehal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu mein raja
Rani tu mein raja
Tujhe dekhun jab jab mera jiya dhadke
Kabhi aag lag jaaye, kabhi shola bhadke
Bin badra ke jaise bijli kadke
Rani mein tu raja
Rani mein tu raja
 
O meri madhubala, tujhko bin varmala
London ghumaunga, ghumaunga patiala
Ooh la la, ooh la la
Tu chaabi main taala
Aaja ab aa bhi ja
Haay mood bana dilwala
Tujhe dekhun jab jab mera jiya dhadke
Kabhi aag lag jaaye, kabhi shola bhadke
Bin badra ke jaise bijli kadke
Rani mein tu raja
Rani mein tu raja
 
Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mehal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
Rani tu mein raja
Rani tu mein raja
Raja
Tu meri rani, main hoon tera raja
Aaja meri baahon mein aaja
Haan kar de mujhko
Main tere ghar le aaunga band baaja
 
You been mine, now is yours
Karenge hum enter, of course
Pyar ki hogi nayi shuruaat
Phir yaad rakhegi tu ye raat
Chal meri chandramukhi aish karaunga
Janaat dikhaunga tujhe chaand pay let jaunga
Kolaveri ki dhoon tujhko soonaunga
Tokyo main taj mahal tere liye banvaunga
Tujhe dekhun jab jab mera jiya dhadke
 
Kabhi aag lag jaaye, kabhi shola bhadke
Bin badra ke jaise bijli kadke
Rani mein tu raja
Rani mein tu raja
Milan swayamvar aaj racha ja
Dil ke sheesh mehal mein aaja
Bin pheron ke byaah racha ja
 
Rani tu mein raja
Rani tu mein raja
Rani mein tu raja