Prem badariya rut naahi jaane
Prem badariya
Prem badariya rut naahi jaane
Manwa ka pakhi mann ki hi maane
Prem badariya
Prem badariya rut naahi jaane
Manwa ka pakhi mann ki hi maane
Prem badariya
 
O re piya re piya
Mora jeeyarva kare manmani
Prem badariya rut naahi jaane
Manwa ka pakhi mann ki hi maane
Prem badariya
Peer hain kaisi samaj na aaye
Aankhiyan mein aansu mushkaye
Judaai milan ka khel ajab hai
Saath chale bhi chal bhi na paaye