Main stepney nahi hoon
Main stepney nahi hoon
Jo tyre puncture ho gaya
Toh mujhe laga liya
 
Main stepney nahi hoon
Main stepney nahi hoon
Jo tyre puncture ho gaya
Toh mujhe laga liya
 
Istemaal kar mera magar
Thoda dil ka bhi toh khayal kar
Istemaal kar mera magar
Thoda dil ka bhi toh khayal kar
 
Stepney nahi hoon
Stepney nahi hoon
Main stepney nahi hoon
Jo tyre puncture ho gaya
Toh mujhe laga liya
 
Meri feeling ko samjho
Mujhko na hurt karo
Aashiq hoon main poora saccha
Mujhse na sirf flirt karo
 
Main chaahta hoon surity
Iss ishq mein priority
Main chaahta hoon surity
Iss ishq mein priority
 
Stepney nahi hoon
Main stepney nahi hoon
Jo tyre puncture ho gaya
Toh mujhe laga liya
 
Stepney nahi hoon
Main stepney nahi hoon
Stepney nahi hoon
Main stepney nahi hoon
Stepney nahi hoon
Stepney
Main stepney nahi hoon