Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
AaYee hai hawayein tujhe hai bulayein
Yaad bulayein
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
 
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Yaad jo aaye tujhe hai bulayein
Kuch na khabar hai tere aane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki
Saiyaaannn, Aie Saiyaaaaaan, Saiyaaannn
 
Kitne mausam gujre hai
Hum Yaad mein teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
Kitne mausam gujre hai
Hum Yaad mein teri tadpe hai
Chandni aa ke kehti hai
Aate jaate kehti hai
 
Haaaan de de sahara
Bas ek nazara
Kab tak Yun tadpaYega
KYa wajah thi pYaar jatane ki
Phir laut ke na... aane ki
 
Hmmm itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeYenge
Jaane jaan, nahi jeena mar jayenge
 
Itna bhi na socha tumne
Baad tumhare jaane ke
Hum kaise jeeyenge
Jaane jaan
Nahi jeena mar jayenge
 
Socho kya hoga hamara
Dil ne hai pukara
Bin tere nahin jee payenge
Kya wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi khwab dikhane ki
Phir laut ke na aane ki
Kya wajah thi tere jaane ki
Phir laut ke na aane ki