Is tarha se khud se aa mujhko jod do
Thora bhi mujh mein aa mujhko chor tu
Na yaad teri tujhko
Na yaad mujhe hon mein
Aa mujh ko pehan le tu
Aa tujh ko orh lon mein
 
Katra katra mein giron,
Jism pe tere thehron
Katra katra mein giron,
Tujh mein hi kahin reh lon
Katra katra mein giron,
Jism pe tere thehron
Katra katra mein giron,
Tujh mein hi kahin reh lon
Khud se khali ho jaun
Aa ja tujh se bhar jaun
Tinka tinka jal jaun
 
Aise jala do
Karon mein tan pe tere
Thehron angon pe tere
Gehri jo khawahish teri
Un mein dooba do
Na yaad teri tujhko
Na yaad mujhe hon mein
 
Aa mujh ko pehan le tu
Aa tujh ko orh lon mein
Katra katra mein giron,
Jism pe tere thehron
Katra katra mein giron,
Tujh mein hi kahin reh lon