Jaane kahan pe, bhatki thi zindagi
Woh aansoo the jinko mein samjha tha khushi
Jaane kahan pe, bhatki thi zindagi
Woh aansoo the jinko mein samjha tha khushi
Bewajah jiya ab tak, pata na tha, aaj jana hai
Waqt ke chote se ek pal mein hai sadiyon ki khushi
Hai yehi Zindagi,
Hai sadiyon ki khushi, hai yahi zindagi
 
Raahon mein raahein Khuda ki mil gayi
Ho unpe ab chalna, nahi jaana hai kahin
Raahon mein raaehin Khuda ki mil gayi
Ho unpe ab chalna, nahi jaana hai kahin
Roshni na thi aisi kabhi pehle
In nigahon mein aaj jo mila khudko
Laga mujhko mein pehle sa nahi
Hai yehi zindaio,
Hai sadiyon ki khushi,
Hai yehi zindagi